Followers

search here

Custom Search
Showing posts with label joke sms. Show all posts
Showing posts with label joke sms. Show all posts

Dosti K Geet Gayenge Hum

Dosti K Geet Gayenge Hum,
Apni Dunyia Basayenge Hum,
Jo Diye Bujh Gaye Hawaaon Se,
Un Ko Bech Kar


PHiLiPS K BULB Layenge HUM.

Pal pal tumari yaad aati rahegi

Pal pal tumari yaad aati rahegi,
Har pal ye jaan jati rahegi,
Jab tak ye saanse chalti rahegi,
Har saans tumari Dosti nibati rahegi.

Hamari zindgi hai Dosto ki amanat

Hamari zindgi hai Dosto ki amanat,
rakhna mere khuda sada unko salamat,
dena unhe khushiya saare jahan ki,
ban jaye vo tareef har 1 zuban ki.

Aap jaisa DOST hame kuch khas lagte hai

Aap jaisa DOST hame kuch khas lagte hai,
maam mein har waqt hum ek aas rakhte hain,
jaane kab aajaye SMS aapka,
isliye MOBILE ko hamesha DIL ke paas rakhte hain!

Humne Ansuo se kaha

Humne Ansuo se kaha,
Tanhaiyon me aaya karo
Bhari mehfil me aake
humara majak
yun naa udaya karo
iss par ansu bole
Itne sare logon main tanha paate hai
issiliye chale aate hai

Khusiyo ka ek sansaar leke ayenge

Khusiyo ka ek sansaar leke ayenge,
Patjhar mein bhi bhar leke ayenge,
Jab bhi pukarenge aap pyaar se,
Zindgi se saansen udhar leke ayenge…

Thoda socha hai humne …

Thoda socha hai humne …
thoda jaana hai humne…
Mushkil se magar pehchana hai humne…
Koi aap jaisa na tha na hoga…
isliye dost aapko mana hai humne

ZAMANE KI HAR JANNAT TUMHARI HOGI

ZAMANE KI HAR JANNAT TUMHARI HOGI
YE AASMAAN YE ZAMI TUMHARI HOGI
MUJHSE KEH BHI NA PAOGE USKE PEHLE
MERE HISSE KI HAR KHUSHI TUMHARI HOGI

Ek din hamare aansu hamase pooch baithe

Ek din hamare aansu hamase pooch baithe,
Hame roz-roz kyon bulaate ho,
hamane kaha,
Ham yaad unhe karte hai tum kyon chale aate ho.
Dosti ke maayne hamase kya poochate ho,
Ham bhi in baato se anjaan hai,
Bas ek gujaarish hai ki bhool na jaana hame,
Kyonki aapki dosti hi hamaari jaan hai.

Woh mil jatey hain kahani bankar

Woh mil jatey hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani bankar
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon mein
Kyun nikal jatey hain wo pani bankar
Khayaalo ko kisi aahat ki aas rehti hai
Nigaahon ko teri talaash rehti hai
Tere bina koi kami nahi lekin
Tere bagarr tabiyat udaas rehti ha

Woh mil jatey hain kahani bankar

Woh mil jatey hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani bankar
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon mein
Kyun nikal jatey hain wo pani bankar
Khayaalo ko kisi aahat ki aas rehti hai
Nigaahon ko teri talaash rehti hai
Tere bina koi kami nahi lekin
Tere bagarr tabiyat udaas rehti ha

Vo Chaandani Ka Badan Khushbuon Ka Saya Hai,

Vo Chaandani Ka Badan Khushbuon Ka Saya Hai,
Bahut Aziz Hamen Hai Magar Paraya Hai

Utar Bhi Aao Kabhi Aasaman Ke Zine Se,
Tumhen Khuda Ne Hamare Liye Banaya Hai.

Dil Hi Dil Mein Hum Tumhain Pyar Bahot Krtey Hain

Dil Hi Dil Mein Hum Tumhain Pyar Bahot Krtey Hain
Lekin Saach Hai K Bataney Se Bahot Dartey Hain

Khud Pe To Hai Yaqin Saanson Pe Magar Nahi.
Moat Se Nahi Aey "Khushi" Zindagi Se Hum Dartey Hain

If u want to "Miss me"

If u want to "Miss me"
If u want to "Feel me"
So...
Close ur Eyes, and keep ur hand on ur Heart,
and
Then Listen....
Dhak
Dhak
Dhak
Dhak.....
Yes!Its me!!

JisDin band ho jayegi humari ankhe

JisDin band ho jayegi humari ankhe
usDin kayi aankho me ansu aa jaynge,
jo kehte the kitna bolte hoTum
wahi humari awaz sunneko taras jaynge

Sitare aasmaan me chamakte hai

Sitare aasmaan me chamakte hai,
Badal door se hi bareste hai,
hum bhi kitne ajeeb hai,
aap dil me rehte hain aur
hum apki mulakaat ko taraste hai.

Lives are for living I live for you

Lives are for living I live for you
Dreams are for dreaming I dream for you
Hearts are for beating mine beats for you
Angels are for keeping. Can I keep you?

A memory lasts forever

A memory lasts forever,
Never does it die.
True Lovers stay together
And never said goodbye.
Donot say good bye to me my sweet hea

Dil Ki Bato’n Main Aana Acha Lagta Hai

Dil Ki Bato’n Main Aana Acha Lagta Hai

Kurri Ko Le K Date Pe Jana Acha Lagta Hai

Shaadi Se Pehle Dil Ko Bhaate HYn Sangeet

Baad Me Tou QOMI TARANA Acha Lagta Hai

Tum Bin Kahi Qarar Na AaeY To MaiN Kya KaroO .!!

Tum Bin Kahi Qarar Na AaeY To MaiN Kya KaroO .!!
Har Pal Teri Yaad SataeY To MaiN Kya KaroO ..!!
Surat MaiN Apni BhOOl GayE Tujh Ko Dekh Kar ..!!
Her AaineY MeiN Tu Nazar Aaye To MaiN Kya KaroO ..!!